tera aanchal lehraye to behaki hawaye
tera aanchal lehraye to behaki hawaye
tu jo ghungunaye to jhume hain fizzae
karwa bhawron ka khusbu ke jhonkho ka
karwa bhawron ka khusbu ke jhonko ka
khinchata chala aaye
tera aanchal lehraye to behaki hawaye
aankhon se madira behati rehati hai
aankhon se madira behati rehati hai
jivan ek nasha hai ye kehati rehati hai
ye to sabse juda hai jo bhara iasme nasha hain
ye to sabse juda hai jo bhara iasme nasha hain
sabko behkaaye
tera aanchal lehraye to behaki hawaye
koyal mithi boli tujhse hi sikhi hai
koyal mithi boli tujhse hi sikhi hai
rangat in phoolo ki tere aage phiki hain
chandani tujhse jage chand bhi tere aage
chandani tujhse jage chand bhi tere aage
rehata sharmaaye
tera aanchal lehraye to behaki hawaye
taarif tum to meri karte rehate ho
taarif tum to meri karte rehate ho
adaao pe meri tum marte rehate ho
mere pichhe kyun pade ho
tum joothe bhi bade ho
mere pichhe kyun pade ho
tum joothe bhi bade ho
hoye aankhein batlaaye
tera aanchal lehraye to behaki hawaye