meri dhadkan mein saanson mein tera hi naam hai yaara

mujhe duniya se kya matlab mujhe duniya se kya matlab
tujhi se kaam hai yaara tujhi se kaam hai yaara

jamaana ik taraf ki tu mera sansaar hai pehle

meri har cheej ka hamraaj tu haqdaar hai pehle

kabhi hoon main suraahi aur kabhi tu jaam hai yaara
kabhi hoon main suraahi aur kabhi tu jaam hai yaara
mujhe duniya se kya matlab mujhe duniya se kya matlab
tujhi se kaam hai yaara tujhi se kaam hai yaara
tamnna hai ke gehane pyaar ke main tujhako pehana du
hukumat bhi mile toh main hukumat ko bhi thukara du

teri chaahat toh kudrat se bada inaam hai yaara
teri chaahat toh kudrat se bada inaam hai yaara
mujhe duniya se kya matlab mujhe duniya se kya matlab
tujhi se kaam hai yaara tujhi se kaam hai yaara
jamin ki nabj rukati hai kadam jab tere chalte hai
khudaayi thartharaati hai, farishte haat malate hai

tu hi aagaajh tha mera tu hi anjaam hai yaara
tu hi aagaajh tha mera tu hi anjaam hai yaara
mujhe duniya se kya matlab mujhe duniya se kya matlab
tujhi se kaam hai yaara tujhi se kaam hai yaara
na aisa pyaar hoga aur na aisi aashiqi hogi
mujhe lagata hai sadiyon se hamaari dosti hogi

sitaaron tak hamaari aashiqi badnaam hai yaara
sitaaron tak hamaari aashiqi badnaam hai yaara
mujhe duniya se kya matlab mujhe duniya se kya matlab
tujhi se kaam hai yaara tujhi se kaam hai yaara
meri dhadkan mein saanson mein tera hi naam hai yaara
meri dhadkan mein saanson mein tera hi naam hai yaara
Splendid song! Why was the film unreleased?