tera muskurana bana ek fasana uthi jo nigahe hua dil nishana
tera muskurana bana ek fasana tera muskurana bana ek fasana
uthi jo nigahe hua dil nishana tera muskurana
juba par na lana ye dil ka fasana
juba para na lana ye dil ka fasana
mohabbat ka dusman hai sara jamana juba par na lana
teri arzu jindagi ban gayi khuda ki kasam bandagi ban gayi
salamat rahe ye tera aashiyana mohabbat ka dusman hai
sara jamana juba par na lana
ye dunia mujhe tumse milne na degi
ye dunia mujhe tumse milne na degi
kali arzuo ki khilne na degi kali arzuo ki khilne na degi
padega judai me aansu bahana juba par na lana
uthi jo nigahe hua dil nishana tera muskurana
teri jidd kayamat se takra rahi hai
teri jidd kayamat se takra rahi hai
tere bholepan pe hansi aa rahi hai
tere bholepan pe hasi aa rahi hai
ke aasan nahi jan pe khel jana juba par na lana
uthi jo nigahe hua dil nishana tera muskurana
mohabbate ke sholo par karwat badalte
nahi dekha tumne patango ko jalte
jo tum chahte ho mujhe azmana tera muskurana
mohabbat ka dusman hai sara jamana juba par na lana
Very popular song in 60eees, and Suma ji and Rafi ji sang very beautifully. Thanks Kalakar67 ji for sharing. W.R.Sarla.