bhala hai bura hai jaisa bhi hai mra pati mera devta hai
bhala hai bura hai jaisa bhi hai mra pati mera devta hai
mere devta ko kuch na kaho mere devta ko kuch na kaho
mera devta to mera devta hai
bhala hai bura hai jaisa bhi hai mra pati mera devta hai
tapsya to hoti hai sabki barabr
tapsya to hoti hai sabki barabr
magar sabko bhagwan milte khaa hai
malik to karta hai rakhwali sabki
sabhi phool duniya me khilte kha hai
sabhi phool duniya me khilte kha hai
kya bhed hai ye kisko pata hai
mera devta to mera devta hai
bhala hai bura hai jaisa bhi hai mra pati mera devta hai
wahi meri duniya wahi mera jeevan
wahi meri bhakti wahi pooja
wahi meri naaiya ka har pal sahara
nahi mera uske shiva koi dooja
magar apni taqdeer ka kya karu me
dhru bhi to ilzam kis par dhru me
kahi khawab sache kahi toota sapna
hai duniya me sabka naseeb apnaa apnaa
jaisa bhi wo hai jha bhi hai tera pati tera devta hai
jaisa bhi wo hai jha bhi hai tera pati tera devta hai
teri bhakti me shakti hai ki ek din
jo pathar bhi hota pighl jayega wo
kisi kathda ki baho me hoga
to thukrake usko chala aayega wo
mera waada raha pouch de apne aasu
mera waada raha pouch de apne aasu
tere kadmo me mai khech laaogi usko
wo uski ada hai ye meri ada hai
bhala hai bura hai jaisa bhi hai tera pati tera devta hai
bhala hai bura hai jaisa bhi hai mra pati mera devta hai
mere devta ko kuch na kaho mera devta to mera devta hai
bhala hai bura hai jaisa bhi hai tera pati tera devta hai
bhala hai bura hai jaisa bhi hai tera pati tera devta hai