tu jo mila dil ye mera doori se rihaa hua
tu jo mila mera jahaa raaton se subah hua
tu jo mila dil ye mera doori se rihaa hua
tu jo mila mera jahaa raaton se subah hua
tha main adhura, ab pura ho gaya
teri panaaho me khudko kho gaya
tera shukriya dil ne hai kiya
sajde mai jhuka ye sar hamesha hi tera shukriya
tera sukriya dil ne hai kiya sajde mai jhuka ye sar
hamesha hi tera shukriya
hu ab tera, mai raha na ab mera tujhse mai jud gaya is subah
Ye raasta tujhse hi mil gaya hai nayi manzile ab yahaa
tha mai adhura, ab pura ho gaya
teri panaaho me khudko kho gaya
tera shukriya dil ne hai kiya sajde mai jhuka ye sar
hamesha hi tera sukriya tera shukriya dil ne hai kiya
sajde main jhuka ye sar hamesha hi tera shukriya
Ye gham sabhi ho gaye ajnabi tune di hai mujhe wo khushi
Ye zindagi saans lene lagi rooh dhadakne lagi hai meri
tha mai adhura, ab pura ho gaya
teri panaaho me khudko kho gaya
tera shukriya dil ne hai kiya sajde mai jhuka ye sar
hamesha hi tera sukriya tera shukriya dil ne hai kiya
sajde mai jhuka ye sar hamesha hi tera shukriya

just blown my mind away !!!!