tere bina mai kuch bhi nahi hu
mere bina tu kuch bhi nahi hai 
hooo  
tere bina mai kuch bhi nahi hu
mere bina tu kuch bhi nahi hai eeee 
tere bina mai kuch bhi nahi hu
mere bina tu kuch bhi nahi hai 
chalte chalte mil jaye dhara se jo dhara 
milte milte baise hi mil jaye dil yara 
tere bina mai kuch bhi nahi hu
mere bina tu kuch bhi nahi hai 
dil se dil badla apne dil me payar basa 
dil se dil badla apne dil me payar basa 
ho ja kisi ka tu ya phir apna koi bana
uska jeena bhi  kya hai , jeevan se jo hara 
uska jeena bhi  kya hai , jeevan se jo hara 
tere bina mai kuch bhi nahi hu
mere bina tu kuch bhi nahi hai
dunia ye dunia apni nahi hai 
hum to chale hai aur kahi 
hogi badi haseen dunia apne liye nhi  hoo
hogi badi haseen dunia apne liye nhi 
diya jo dunia ne wo hum chod ke chale yahi
apna haal to aisa hai badli mai ho tara 
apna haal to aisa hai badli mai ho tara
dunia ye dunia apni nahi hai 
hum to chale hai aur kahi 
tere bina mai kuch bhi nahi hu
mere bina tu kuch bhi nahi hai  
 
great rare of rarest song, many many thanks for this upload