zamana jiski talash me hai wo dilruba mere
samne hai
tere chehre se chilman hata du jo mai
to log tuhje pahchan jayenge
teri tasvir sabko dikha du jo mai
to log tujhe pahchan jayenge
pahchan jayenge pahchan jayenge
teri aankho me bewafai hai
chehra masum hai duhai hai
teri aankho me bewafai hai
chehra masum hai duhai hai
dil se khele jaan bhi lele
dil se khele jaan bhi lele kisi bahane se
dushmano ko bhi ram bachaye
aise diwane se aur do char bate suna du jo mai
to log tujhe pahchan jayenge
pahchan jayenge pahchan jayenge
aaha tere chehre se chilman hata du jo mai
to log tujhe pahchan jayenge
pahchan jayenge pahchan jayenge
aur chhalkega abhi paimana
aur bahkega dile diwana
aur chhalkega abhi paimana
aur bahkega dile diwana
bol bata du raaz hai kitne
bol bata du raaz hai kitne tere fasane me
aaj nahi to kal phailegi baat zamane me
kaun kahta hai itna bata du jo mai
to log bhi pahchan jayenge
aaha tere chehre se chilman hata du jo mai
to log tujhe pahchan jayenge
pahchan jayenge pahchan jayenge
mod de khel tu andhere ka
mushkil hai rokna sawere ka
mod de khel tu andhere ka
mushkil hai rokna sawere ka
samjh gayi mai badla hua tu
samjh gayi mai badla hua kuch tera irada hai
yaad nahi kya tera mera aaj ka wada hai
aaj ka wada tujhse nibha du jo mai
to log tuhje pahchan jayenge
aaha tere chehre se chilman hata dun jo mai
to log bhi pahchan jayenge
pahchan jayenge pahchan jayenge