Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Gullu Gullu Hoga Tera Kya - गुल्लू गुल्लू होगा तेरा क्या
aa gaya hain waqt maut ka
band hain har ek rasta
gullu gullu hoga tera kya
hay hay meri maa

main abhi huaa hi tha jawa
aa gayi hain maut na raha
fans gayi kaha, nanhi si ye jaan
tut kyu pada na aasman
hay hay meri maa
aa gaya hain waqt maut ka
band hain har ek rasta
gullu gullu hoga tera kya
kya hoga

koi leke jaaye ye bayan
todata hain dam tera gulam
leke tera naam, aakhri salam
khatam ho rahi hain dasta
hay hay meri maa
aa aa gaya hain waqt maut ka
khul gaya har ek rasta
gullu gullu hoga tera kya
are waah waah waah

sochta hu ye jaha kahi
ek hasin khwab to nahi
meri naajni de mujhe yaki
are meri naajni de mujhe yaki
ya jameen hain ya ke aasma
are tauba tauba meri jaan
aa gaya hain waqt mauj ka
khul gaya har ek rasta
gullu gullu hoga tera kya
are waah waah waah
aa gaya hain waqt mauj ka
lyrics of song Gullu Gullu Hoga Tera Kya
Comments on song "Gullu Gullu Hoga Tera Kya"
RSS377 on Sunday, June 06, 2010
the more i listen to these forgotten numbes, the more i am overawed by the
greatness of rafi's singing and the golden 50"s
Jgitu Shah on Sunday, June 06, 2010
really super
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External Links
Alladin Ka Beta (1955)
Mahipal, Chitra, Tiwari, Yogesh Bhalla, Naaz, MarutiMohammed Rafi, Asha Bhosle, Geeta DuttTanveer NaqviS MohinderR RizviAlladin Ka Beta at IMDB      Alladin Ka Beta at Wikipedia
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type