tere dil se mera dil mila ho tere dil se mera dil mila
acha hua ya bura isme tera kya kasur
isme mera kya gila ho tere dil se mera dil mila
jab mile naino se nain jab mile naino se nain
jata raha dil na chain haye mere dil ka chain
jata raha lut gaye sabro karar
dil ko bada dukh mila isme tera kya kasur
isme mera kya gila ho tere dil se mera dil mila
ishk ki dekhi sadak ishk ki dekhi sadak
dil gaya mera dhadak dhadak
dil gaya mera dhadak dar na lage aisa
naino se amrit pila isme tera kya kasur
isme mera kya gila ho tere dil se mera dil mila
dar ki kya bat hai jab ye mera sath hai
tera mera sath hai tera mera
chalta rahe bas yuhi pyar ka ye silsila
isme tera kya kasur isme mera kya gila
ho tere dil se mera dil mila
samne jab pyar ho samne jab pyar ho
fir kise inkar ho phir kise inkar ho
jindagi me aaj ye aaj naya gul khila
isme tera kya kasur isme mera kya gila
ho tere dil se mera dil mila
acha hua ya bura isme tera kya kasur
isme mera kya gila ho tere dil se mera dil mila
FILM: "GHAZAB" = 1951.
CAST: Bhagwan, baurao, Shanta Patel, Leela Gupte, Usha Shukla, Azeem Bhai,
Sheikh, Ali, Maqbool, Jaani
Singer: Premlata, Zawar Hussain, Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, Zohrabai
Ambalewali, Kalyani, Khan Mastana
Lyricist: A Karim
Music Director: Nisar Bazmi, Shaukat Dehlvi