Video of this song from youtube
Average Rating : 3.30
Total Vote(s) : 306
New Voting has been disabled for some time.


Lyrics of Tere Kheto Ki Rakhwali Ab Mai Naiyo Jaana - तेरे खेतों की रखवाली अब मैं नइयो जाना
o tere kheto ki rakhwali ab mai naiyo jana
o tere kheto ki rakhwali ab mai naiyo jana
kyu naiyo jana mai naiyo jana kyu naiyo jana
o mere khet pukare tujhko mosam hai suhana
mai naiyo jana kyu naiyo jana
be mai naiyo jana kyu naiyo jana
tere kheto me o rasiya o ho o
tere kheto me o rasiya ghutne ghutne pani
o ghutne ghutne pani

masti me aakar mere kahi dub na jaye jawani
dub na jaye jawani agar fisal gaya mera pav
kya kahe zamana mai naiyo jana
mai naiyo jana kyu naiyo jana
be mai naiyo jana kyu naiyo jana
meri dharti ki haryali mere fasal ki tu hai jawani
fasal ki tu hai jawani
tere kadmo ko chumega mere khet ka pyasa pani
khet ka pyasa pani teri rah dekhti rahe tujhe lekar jana
mai naiyo jana kyu naiyo jana
be mai naiyo jana kyu naiyo jana

mere aankho me pad jaye aankho me pad jaye
galo pe bah gaya kajal to rang kala ho jaye
rang kala ho jaye meri utr gayi jo surfi ban jaye fasana
mai naiyo jana kyu naiyo jana
be mai naiyo jana kyu naiyo jana
ari mar fasane ko goli tu mil ja apne beli se
mil ja apne beli se bambai ki mai surkhi lau
aur surma lau bareli se surma lau bareli se
aa dal baho me bahe chal chhod bahana
mai naiyo jana kyu naiyo jana
be mai naiyo jana kyu naiyo jana
mere khet pukare tujhko mosam hai suhana

aaja kheto ki rani o o oye
aaja kheto ki rani ab tod na mere sapne
tod na mere sapne chal dunga chhod ke gav
mai khet bechkar apne khet bechkar apne
kheto ko aag laga de agar tu nahiyo jana
mai naiyo jana kyu naiyo jana
be mai naiyo jana kyu naiyo jana
itni si bat pe rutha ja dekha tera pyar dekha tera pyar
sab kuch tere kadmo pe kar dungi aaj nyochhavar
kar dungi aaj nyochhavar

teri marazi jaha bhi le chal mera wahi thikana
sun mai jana chal phir jana sun mai jana chal phir jana
sun mai jana chal phir jana sun mai jana chal phir jana
sun mai jana chal phir jana sun mai jana chal phir jana
sun mai jana chal phir jana sun mai jana chal phir jana
chal phir jana chal phir jana chal phir jana chal phir jana
lyrics of song Tere Kheto Ki Rakhwali Ab Mai Naiyo Jaana
Comments on song "Tere Kheto Ki Rakhwali Ab Mai Naiyo Jaana"
1arshiakhan on Sunday, May 06, 2012
Very nice and rare song. Thanks 4 posting Shahid ji
SHAHIDJSIPURI on Wednesday, May 09, 2012
thanks alot for comments.. thx
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Deedar (1970)
Dheeraj Kumar, Anjana Choudhary, Parmendra, K N Singh, Badri Prasad, Wasi, Jay Shree T, Leela Mishra, Habib, Kumud, S N TripathiKishore Kumar, Suman Kalyanpur, Manhar Udhas, Mohammed Rafi, Shyama ChittarVarma MalikUsha KhannaJugal KishoreJugal KishoreDeedar at IMDB      Deedar at YouTube     |    Deedar at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala

HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type