tere liye dhupo me chhaya banu
aankho se teri main rou
hontho se tere hansu, jaisa rakhe tu rahu
tere liye dhupo me chhaya banu
aankho se teri main rou
hontho se tere hansu, jaisa kahe tu karu
tere liye
ninde teri jaaga karu
soye jo tu sapna banu
ho ninde teri jaaga karu
soye jo tu sapna banu
aangan sajaau main tera
ghar me ujaala banu
jaisa rakhe tu rahu
tere liye dhupo me chhaya banu
aankho se teri main rou
hontho se tere hansu, jaisa rakhe tu rahu
tere liye
haota hain tu jab bhi khafa
kuchh bhi mujhe bhata nahi
ho haota hain tu jab bhi khafa
kuchh bhi mujhe bhata nahi
tujhko bana ke gagan main
panchhi si udati firun
jaisa rakhe tu rahu
tere liye dhupo me chhaya banu
aankho se teri main rou
hontho se tere hansu, jaisa rakhe tu rahu
tere liye
bo ho khushi ya koi gam
miljul ke baatenge ham aa aa
bo ho khushi ya koi gam
miljul ke baatenge ham
dil me chhupa ke tujhe
sanso me teri jeeyu, jaisa kahe tu karu
ha jaisa kahe tu karu
tere liye dhupo me chhaya banu
aankho se teri main rou
hontho se tere hansu, jaisa kahe tu karu
ha jaisa kahe tu karu
ha jaisa kahe tu karu
tere liye