tere mere darmiya, tere mere darmiya
tere mere darmiya, ho tere mere darmiya
ek pal ki duri hai, milna jaruri hai
ek pal ki duri hai, milna jaruri hai
aa jaao ho tum kahan
tere mere darmiya, ho tere mere darmiya
ho raha hai dard dil me
kya bataye hum, kya bataye hum
kis tarah se daastan-e-gham
sunaye hum, haye gham sunaye hum
dekhne ko, dekhne ko ek jhalak tarse ye naina
haye ye mere naina
teri khatir ye najar
teri khatir ye najar
raat bhar na soyi hai
chhup chhup ke royi hai
aa jaao ho tum kahan
tere mere darmiya, ho tere mere darmiya
ek pal ki duri hai, milna jaruri hai
ek pal ki duri hai, milna jaruri hai
aa jaao ho tum kahan
tere mere darmiya, ho tere mere darmiya
The composition reminds me of the softness of rose petals, the fragrance of
fresh rain after a tumultuous downpour, the tenderness of first love. Well
done, Samir.