tere mere pyar ka aisa nata hai
tere mere pyar ka aisa nata hai
dekh ke teri surat dil ko chain aata hai
tere mere pyar ka aisa nata hai
dekh ke teri surat dil ko chain aata hai
tere mere pyar ka aisa nata hai
dekh ke teri surat dil ko chain aata hai
tere mere pyar ka aisa nata hai
mai dhaga tu moti ki mala hai
apne khoon se sinch ke tujhko pala hai
mai dhaga tu moti ki mala hai
apne khoon se sinch ke tujhko pala hai
mai tere chehre me laksham ko dekha
rakhiyo laaz meri tu kich ke lakshman rekha
meri bhabhi mere sar pe karj hai tera
tum dono ki raksha karna farz hai mera
meri bhabhi mere sar pe karj hai tera
tum dono ki raksha karna farz hai mera
tum dono ki raksha karna farz hai mera
jism jaha jaye saya piche jata hai
jism jaha jaye saya piche jata hai
dekh ke teri surat dil ko chain aata hai
tere mere pyar ka aisa nata hai
dekh ke teri surat dil ko chain aata hai
tere mere pyar ka aisa nata hai
tere rakhsak ye dono hath mere
sada rahe jivan ki khshiya sath tere
tere rakhsak ye dono hath mere
sada rahe jivan ki khshiya sath tere
issi tarah haste haste jivan bite
iss jivan ki lambi daud me tu jite
apne in kadmo se alag nahi karna
tadap tadap ke mar jaunga mai varna
apne in kadmo se alag nahi karna
tadap tadap ke mar jaunga mai varna
tadap tadap ke mar jaunga mai varna
abhi salamat hu mai tu kyu ghabrata hai
abhi salamat hu mai tu kyu ghabrata hai
dekh ke teri surat dil ko chain aata hai
tere mere pyar ka aisa nata hai
dekh ke teri surat dil ko chain aata hai
tere mere pyar ka aisa nata hai
dekh ke teri surat dil ko chain aata hai
tere mere pyar ka aisa nata hai
This song has been copied by Bollywood at least in two films by Kishore
Sanu and Kishore Kumar once for Dharmender and once for Rajesh Khanna. What
world of difference in acting by Mohammad Ali and singing by Mehdi Hasan
which is much superior