tere naam khat likhu, padh ke rou hansu
tere naam khat likhu, padh ke rou hansu
haal aisa agar ho to, phir kya likhu
tere naam khat likhu, padh ke rou hansu
tere naam
tu gaya tha mujhe, jis jagah chhod kar
main khadi hu wahi, bas usi mod par
tu gaya tha mujhe, jis jagah chhod kar
main khadi hu wahi, bas usi mod par
ek muddat se khud ko sambhale huye
main tere laut aane ki aahat sunu
tere naam khat likhu, padh ke rou hansu
tere naam
ab kisi paanv ki ghar mein aahat nahi
chudiyo ki koi khan khanahat nahi
o ab kisi paanv ki ghar mein aahat nahi
chudiyo ki koi khan khanahat nahi
zindagi bemaza ho gayi hai sanam
jee mein aata hai ab ye jahan chhod du
tere naam khat likhu, padh ke rou hansu
tere naam
teri yaado ka tanha kafan odh kar
zindagi ka bharam kis tarah tod kar
teri yaado ka tanha kafan odh kar
zindagi ka bharam kis tarah tod kar
ab talak main hu zinda to bas isliye
ek hasrat hai dil mein, tujhe dekh lu
tere naam khat likhu, padh ke rou hansu
tere naam
niceeeeeeeee