Lyrics of Tere Pyar Men Diladar Jo Hai Mera Haal-E-Izaar - तेरे प्यार में दिलदार जो है मेरा हाल-ए-इज़ार
paas rahate hue bhi tujhse bahut dur hai ham
kissa-e-dard sunaate hai ke majbur hai ham
tere pyaar me dildaar jo hai mera haal-e-izaar
koi dekhe ya na dekhe allaah dekh raha hai
tere pyaar me dildaar jo hai mera haal-e-izaar
koi dekhe ya na dekhe allaah dekh raha hai
jabse teri yaad mere dil me samaayi hai
vallaah kisi raat mujhe nind nahi aayi hai
mitha mitha dard hai, hontho pe aahe sard hai
chehra bhi mera zard hai
na jaane kya rang dikhaaye tera intazaar
na jaane kya rang dikhaaye tera intazaar
tere pyaar me dildaar jo hai mera haal-e-izaar
koi dekhe ya na dekhe allaah dekh raha hai
tu hi meri zindagi hai, tu hi meri jaan hai
mujhko tu mil jaaye mera yahi ek aramaan hai
tera mera sath ho, kuchh dil se dil ki baat ho
ji bharke mulaakaat ho
nagme gaaye pyaar ke milkar chhede dil ke taar
nagme gaaye pyaar ke milkar chhede dil ke taar
tere pyaar me dildaar jo hai mera haal-e-izaar
koi dekhe ya na dekhe allaah dekh raha hai
sadke tere jaau mera tuta dil jod de
nazro ka hijaab zara nazro se hi tod de
aankho se kyu dur hai, kyu milne se majbur hai
dil mera gam se chur hai
yuhi tadpe jaaungi jab tak na hoga didaar
yuhi tadpe jaaungi jab tak na hoga didaar
tere pyaar me dildaar jo hai mera haal-e-izaar
koi dekhe ya na dekhe allaah dekh raha hai
It is one of those songs that you love to listen to, without really knowing
what it that you like in it are. May be there is some invisible X factor in
a song like this, which makes them such perennial favorite of the music
fans. Love is immortal and the feelings are peaceful. When you mix both of
them you extinguish your thrust. Tranquility is the final stage. This is
what Sadhana is flaunting in ecstasy. Terrific voice and composition, what
a combination and satisfacton?(25th January 2011)