Thumb | Song Heading | Singer | Composer | Lyricist | Actor | Film (Year) | Category |
---|---|---|---|---|---|---|---|
Tere Pyar Ko Is Tarah Se Bhulana 4.61 - 56 votes | Mukesh | Roshan | Rahil Gorakhpuri | Maine Jeena Seekh Liya (1959) | Classical Songs, Sad Songs |
Movie | Film Cast | Singer | Lyricist | Composer | Director | Producer | External Links |
---|---|---|---|---|---|---|---|
Maine Jeena Seekh Liya (1959) |
Ravindra Kapoor, Ameeta, Badri Prasad, Durga Khote, Agha, P Kailash, Kanu Rao | Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Mukesh | Roshan | Satish Nigam | Maine Jeena Seekh Liya at IMDB |
rahil gorakhpuri naam ke koi geetkar hue the aur unhone shayad chnd geet hi
likhe. pr ise suniye kya khoob bol hain! na poori huyee jo usee aarzoo mein
milegaa hamein chain barbaad hokar ke ujdi huyee zindagi ko basaanaa na dil
chaahtaa hai na hum chaahte hain samajh mein na aayaa ke har ek khushi se
ye dil aaj bezaar kyun ho gayaa hai tere gham mein behte huye aansoon se na
jaane hamein pyaar kyun ho gayaa hai ke bhoole se bhi ab kabhi muskuraanaa
na dil chaahtaa hai na hum chaahte hain