Video of this song from youtube
Lyrics of Tere Sadake Balam Na Kar Koi Gam - तेरे सदके बलम ना कर कोई ग़म
tere sadke balam na kar koi gham
ye samaa ye jahaa phir kahaan
ho, tere sadke balam na kar koi gham
ye samaa ye jahaa phir kahaan
ye samaa ye jahaa phir kahaan
tere sadke balam na kar koi gham
ye samaa ye jahaa phir kahaan

din hai suhaane, phir kaun jaane aaye na aae bahaar
tu gham ko pi le, dam bhar ko ji le
duniya ka kya aetbaar
ho ji piyaa, duniya kaa kya aetbaar
tere sadke balam na kar koi gham
ye samaa ye jahaa phir kahaan

kaanto me daaman ulajhe na saajan
phulo me hans kar guzaar
thodi khushi hai, thodi hansi hai
dukh zindagi me hazaar
ho ji piyaa, dukh zindagi me hazaar
tere sadke balam na kar koi gham
ye samaa ye jahaa phir kahaan

naiya milan ki mauje pavan ki, kahti hai tujhko pukaar
gaataa chalaa chal, hansta chalaa chal
jivan ki nadiyaa ke paar
ho ji piyaa, jivar ki nadiya ke paar
tere sadake balam na kar koi gham
ye samaa ye jahaa phir kahaan
ye samaa ye jahaa phir kahaan
tere sadke balam na kar koi gham
ye samaa ye jahaa phir kahaan
lyrics of song Tere Sadake Balam Na Kar Koi Gam
Comments on song "Tere Sadake Balam Na Kar Koi Gam"
parbhu shankar purohit on Sunday, June 07, 2015
Sweet melodious silky soothing voice of Lata ji, song based on rag
Bheemplasi. ,madhubala unforgettable beauty of nature, acted well ,
untimely left us at the age of 39, her absence cannot be filled up,lyrics
of Shakeel sb andMusic of Naushad sb outstanding.
jasbongy on Wednesday, November 16, 2011
Extremely beautiful song & i love it. Madhubala & Dilip Kumar ''Made for
each other'' couple are brilliant with their facial expressions look very
very handsome couple. Thanks @KHAN1561 Khan Bhai for sharing.Thumbs Up. W.
R. Didi.
Amarjit Madan on Wednesday, February 04, 2015
Bahut hi madhur geet hai. sunte hi dil kehta hai Itna jaldi khatam kyon ho
gaya ?sangeetkar Naushad music ka jadugar tha. jiski dhun mantarmugd kar
deti hai.
muhammad niazi on Saturday, May 23, 2015
"Yeh samaan yeh jahan kahan". A shahkar film with beautiful songs. Dilip
and Madhubala, a memorable couple of that Golden Era.
saidukhel on Monday, January 02, 2012
An everlasting beautiful queen of Bombay films Madhubala (Mumtaz Begum) God bless her soul.
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Amar (1954)
Dilip Kumar, Nimmi, Madhubala, Jayant, Ulhas, Murad, Mukri, Husn BanuAsha Bhosle, Lata Mangeshkar, Mohammed RafiShakeel BadayuniNaushad AliMehboob KhanMehboob KhanAmar at IMDB      Amar at WikipediaAmar at YouTube     |    Amar at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type