o karam khudaya hai tujhe mujhse milaya hai
tujh pe marke hi toh mujhe jeena aaya hai
o tere sang yaara khush rang bahara
tu raat deewani main zard sitaara
o tere sang yaara khush rang bahara
tu raat deewani main zard sitaara
kahin kisi bhi gali mein jaaun main
teri khushboo se takraaun main
har raat jo aata hai mujhe woh khwaab tu
tera mera milna dastoor hai
tere hone se mujhme noor hai
main hoon soona sa ek aasmaan mehtaab tu
o karam khudaya hai tujhe maine jo paaya hai
tujh pe marke hi toh mujhe jeena aaya hai
o tere sang yara khushrang bahara
tu raat deewani main zard sitaara
o tere sang yara khushrang bahara
tu raat deewani main zard sitaara
maine chhode hain baaki saare raste
bas aaya hoon tere paas re
meri aankhon mein tera naam hai pehchaan le
sab kuch mere liye tere baad hai
sau baaton ki ik baat hai
main na jaunga kabhi tujhe chhod ke ye jaan le
o karam khudaya hai tera pyar jo paaya hai
tujh pe marke hi toh mujhe jeena aaya hai
o tere sang yaara khush rang bahara
tu raat deewani main zard sitaara
o tere sang yaara khush rang bahara
main tera ho jaau jo tu kar de ishara