teri behrukhi aur teri mehrbani
teri behrukhi aur teri mehrbani
yahi maut hai aur yahi zindagani
teri behrukhi aur teri mehrbani
yahi maut hai aur yahi zindagani
laboo par tabasum
to aakho mein pani
laboo par tabasum
to aakho mein pani
laboo par tabasum
to aakho mein pani
yahi hai dil zalo ki nishani
teri behrukhi aur teri mehrbani
yahi maut hai aur yahi zindagani
batau hai kya aasuo ki hakikath
batau hai kya aasuo ki hakikath
batau hai kya aasuo ki hakikath
jo samzho to sab kuch
na samzho to pani
wahi ek fasana wahi ek kahani
teri behrukhi aur teri mehrbani
yahi maut hai aur yahi zindagani
Teri berukhi aur teri meharbaani
Yahi maut hai aur yahi zindgaani
Wahi ek fasaana wahi ek kahani
Jawaani jawaani jawaani jawaani
Labon par tabassum
Tho aankhon mein hai paani
Yahi hai yahi dil jalon ki nishaani
Bataaoon hai kya aansoon ki haqiqat
Jo samjho tho sab kuch
Na samjho tho paani