teri chaah me teri yaad me 
maine lamha lamha bita diya 
teri chaah me teri yaad me 
maine lamha lamha bita diya 
meri zindagi ki jarabh ko 
teri justju ne jala diya 
meri zindagi ki jarabh ko 
teri justju ne jala diya 
teri chaah me teri yaad me 
mere dil me ranjho malaal hain 
mere lab pe ye hi savaal hain
mere dil me ranjho malaal hain 
mere lab pe ye hi savaal hain 
mujhe apne dil me basaya kyun 
mujhe kyun nazar se gira diya 
mujhe apne dil me basaya kyun 
mujhe kyun nazar se gira diya 
meri zindagi ki jarabh ko 
teri justju ne jala diya 
teri chaah me teri yaad me 
hain ye bevashi ya naseeb hain 
ye jo vaakya hain ajib hain 
hain ye bevashi ya naseeb hain 
ye jo vaakya hain ajib hain 
jo fasaana tune sunaa nahi 
wo fasaana khud ko suna diya 
jo fasaana tune sunaa nahi 
wo fasaana khud ko suna diya 
meri zindagi ki jarabh ko 
teri justju ne jala diya 
teri chaah me teri yaad me 
jo ye kufur hain to ye kufur hain 
jo ye bandagi hain to bandagi 
jo ye kufur hain to ye kufur hain 
jo ye bandagi hain to bandagi 
jaha dil ko chaino sukun mila 
maine sar vahi pe jhuka diya 
jaha dil ko chaino sukun mila 
maine sar vahi pe jhuka diya 
meri zindagi ki jarabh ko 
teri justju ne jala diya 
teri chaah me teri yaad me
