teri chanchal chanchal aankho mein
maine prem ka sagar pa hi liya
teri chanchal chanchal aankho mein
maine prem ka sagar pa hi liya
tere hontho se amrut chhalke
teri baato ne man moh liya moh liya
teri chanchal chanchal aankho mein
maine prem ka sagar pa hi liya
tere hontho se amrut chhalke
teri baato ne man moh liya moh liya
teri chanchal chanchal aankho mein
maine prem ka sagar pa hi liya
tere naam se mera naam juda
badnaam hui mashhur hui
tere naam se mera naam juda
badnaam hui mashhur hui
tere rup ka suraj chamka to
dukh ki har ragni dur hui
teri chhaya ne teri kaaya ne
mere sapno ko saakar kiya aakar diya
teri chanchal chanchal aankho mein
maine prem ka sagar pa hi liya
tere hontho se amrut chhalke
teri baato ne man moh liya moh liya
teri chanchal chanchal aankho mein
maine prem ka sagar pa hi liya
tere chehre ke sundarta se
jivan mera badh jaata hai
tere chehre ke sundarta se
jivan mera badh jaata hai
lagta hai jag mein koi nahi
jab saamne tu mere aata hai
main hu jaisa tune vaisa sweekar kiya
upkaar kiya, upkaar kiya
teri chanchal chanchal aankho mein
maine prem ka sagar pa hi liya
tere hontho se amrut chhalke
teri baato ne man moh liya moh liya
teri chanchal chanchal aankho mein
maine prem ka sagar pa hi liya pa hi liya