teri did ko ankhiya tarse mere barse naina

ye soch liya hai sajan tere bin nahi rehna
tere hi liye rab se duaayen mangu sau sau
teri did ko ankhiya tarse mere barse naina
sajan ye soch liya hai tere bin nahi rehna
ye chandi chandi chandi ye sona sona sona
par chandi aur sone se kya hona
tera pyar mile jo dilbar
to asar ho mere dil par
chahat ke bina kuch nahi hona
dil mange dua nazre utarun teri sau sau
teri did ko ankhiya tarse mere barse naina
sajan ye soch liya hai tere bin nahi rehna
ye bhigi bhigi palken palkon se aansu chalke
tu aasuon ki bhasha samajhle
tere ang sang dolu tujhse mai yahi bolu
chahat ki paribhasha samajh le
aaja aa rubru aaja aa rubru
le lu balayen teri sau sau
teri did ko ankhiya tarse mere barse naina
sajan ye soch liya hai tere bin nahi rehna
sajan ji jid na kariyo meri laaj rakh dariyo
ke bairi zamana bura hai mohe prem se bulayio
tu chhod hatt rahiyo ke anban me ab kya dhara hai
har su tu hi tu har su tu hi tu
sajde karu mai tere sau sau
teri did ko ankhiyan tarse mere barse naina
teri did ko ankhiyan tarse mere barse naina
sajan ye soch liya hai tere bin nahi rehna
tere hi liye rab se duwaye mangu
sau sau sau sau sau sau sau