preet ki lat mohe aisi laagi
ho gayi main matwari
bal bal jau apne piya ko
he main jau wari wari
mohe sudh budh na rahi tan man ki
ye to jaane duniya saari
bebas aur lachar phiru main
haari main dil haari
haari main dil haari
tere naam se jee lu
tere naam se mar jau
tere naam se jee lu
tere naam se mar jau
teri jaan ke sadke mein
kuch aisa kar jau
tune kya kar dala
mar gayi main
mit gayi main
o ji ha ji ho gayi main
teri deewani deewani teri deewani deewani
tune kya kar dala
mar gayi main
mit gayi main
o ji ha ji ho gayi main
teri deewani deewani teri deewani deewani
ishq junoo jab had se badh jaaye
ishq junoo jab had se badh jaaye
haste haste aashiq sooli chad jaaye
ishq ka jaadu sar chad kar bole
ishq ka jaadu sar chad kar bole
khoob lagalo pehre raste rab khole
yahi ishq di marji hain
yahi rab di marji hain
yahi ishq di marji hain
yahi rab di marji hain
tere bin jeena kaisa
ha khudgarji hain
tune kya kar dala
mar gayi main
mit gayi main
o ji ha ji ho gayi main
teri deewani deewani teri deewani deewani
teri deewani deewani teri deewani deewani
ae main rang rangeeli deewani
ae main rang rangeeli deewani
ae main albeli main mastani
gaau bajau sabko rijhau
ae main deen dharm se begaani
ae main deewani main deewani
tere naam se jee lu
tere naam se mar jau
tere naam se jee lu
tere naam se mar jau
teri jaan ke sadke mein
kuch aisa kar jau
tune kya kar dala
mar gayi main
mit gayi main
o ji ha ji ho gayi main
teri deewani deewani teri deewani deewani
teri deewani deewani teri deewani deewani
teri deewani deewani teri deewani deewani
Its a Sufi tune and the lyrics. possibly of Amir Khusroo. KK has sung it
really well and the captivating landscape of good old Hyderabad. All those
rocks and the beautiful greenery is all but gone. Suburban Hyderabad was
just like the proverbial heaven until recently