teri gali me aayenge
teri gali me aayenge
roj nahi kabhi kabhi
roj nahi kabhi kabhi
jakhm-e-jigar dikhayenge
jakhm-e-jigar dikhayenge
roj nahi kabhi kabhi
roj nahi kabhi kabhi
kahti hai aapki najar
dil pe hua hai kuch asar
kahti hai aapki najar
dil pe hua hai kuch asar
aap ko aajmayenge
aap ko aajmayenge
roj nahi kabhi kabhi
roj nahi kabhi kabhi
teri gali me aayenge
teri gali me aayenge
roj nahi kabhi kabhi
roj nahi kabhi kabhi
aankhe chura rahe ho kyu
humko sata rahe ho kyo
aankhe chura rahe ho kyu
humko sata rahe ho kyo
hum bhi tumhe satayenge
hum bhi tumhe satayenge
roj nahi kabhi kabhi
roj nahi kabhi kabhi
teri gali me aayenge
teri gali me aayenge
roj nahi kabhi kabhi
roj nahi kabhi kabhi
kahti hai aapki najar
dil pe hua hai kuch asar
kahti hai aapki najar
dil pe hua hai kuch asar
aap ko aajmayenge
aap ko aajmayenge
roj nahi kabhi kabhi
roj nahi kabhi kabhi
teri gali me aayenge
teri gali me aayenge
roj nahi kabhi kabhi
roj nahi kabhi kabhi
jakhm-e-jigar dikhayenge
jakhm-e-jigar dikhayenge
roj nahi kabhi kabhi
roj nahi kabhi kabhi
teri gali me aayenge
teri gali me aayenge
roj nahi kabhi kabhi
roj nahi kabhi kabhi
FILM: "FARMAISH" = 1953.
Film cast: Bharat Bhushan, Vijay Laxmi, Kuldip Kaur, Pran, Gope, Maruti,
Chandra Shekhar
Singer: Shamshad Begum, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Meena Mangeshkar
Lyricist: Khawar Zaman, Qamar Jalalabadi
Music Director: Husanlal Bhagatram
Film Director: B K Sagar