Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.33 - 3 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Teri Ik Ik Adaa Jhuthi, Maan Kare Kyaa Rang Rup Kaa - तेरी इक इक अदा झूठी, मान करे क्या रंग रूप का
teri ik ik adaa jhuti
vafaa jhuthi hayaa jhuti
chalegi ai hasinaa kab talaq
aakhir havaa jhuti

maan kare kyaa rag rup kaa
tu kaagaz kaa phul hai
maan kare kyaa rag rup kaa
tu kaagaz kaa phul hai
tujhme khushabu dhundh rahi hai
tujhme khushabu dhundh rahi hai
ye duniyaan ki bhul hai
maan kare kyaa rag rup kaa

tujhe dekh ke laakh bujhaa le
pyaas koi akhiyan ki
tujhe dekh ke laakh bujhaa le
pyaas koi akhiyan ki
binaa baas kaa phul banegaa
kyaa shobhaa bagiyan ki
daal kaa phul chadhe mandir me
daal kaa phul chadhe mandir me
tu raste ki dhul hai
maan kare kyaa rag rup kaa
tu kaagaz kaa phul hai
maan kare kyaa rag rup kaa
tu kaagaz kaa phul hai

binaa jyot kaa dipak hai tu
binaa tel ki baati
binaa jyot kaa dipak hai tu
binaa tel ki baati
jab tan ujalaa aur man kaalaa
phir kaahe itaraati
shabanam khud ko saagar samajhe
shabanam khud ko saagar samajhe
ye shabanam ki bhul hai
maan kare kyaa rag rup kaa
tu kaagaz kaa phul hai
maan kare kyaa rag rup kaa
tu kaagaz kaa phul hai
lyrics of song Teri Ik Ik Adaa Jhuthi, Maan Kare Kyaa Rang Rup Kaa
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Kavi (1954)
Bharat Bhushan, Geeta Bali, Nalini Jaywant, B M Vyas, Jankidas, Om PrakashLata Mangeshkar, Asha Bhosle, Talat MahmoodRajendra KrishanC RamachandraDebki BoseKavi at IMDB      Kavi at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type