teri khudai se kuch nahi maanga
maine daata kabhi
teri khudai se kuch nahi maanga
maine daata kabhi
aaj to malik aake bachale
aaj to malik aake bachale
lutatai duniya meri
teri khudai se kuch nahi manga
maine daata kabhi teri khudai se
aaj talak to tujhse na paya
chain bhara ek pal
aaj talak to tujhse na paya
chain bhara ek pal
paya bhi to aankh mein aansu
bhiga hua aanchal
sikawa kiya nahi peeke jahar bhi
sikawa kiya nahi peeke jahar bhi
muskurati rahi
teri khudai se kuch nahi manga
maine daata kabhi teri khudai se
chand sitare chahu na tujhse
laalo gohar chahu
chand sitare chahu na tujhse
laalo gohar chahu
tere karam tha ek ishara
ek najar chahu
aisi najar jo paar laga de
aisi najar jo paar laga de
dubati naiya meri
teri khudai se kuch nahi manga
maine daata kabhi teri khudai se
haat pasare aayi bhikharan aaj tere dar ki
jati hai maula sari kamai meri umarbhar ki
jati hai maula sari kamai meri umarbhar ki
hai waasta tujhe rahmat ka apni
hai waasta tujhe rahmat ka apni
bhar de jholi meri
teri khudai se kuch nahi manga
maine daata kabhi
aaj to malik aake bachale
aaj to malik aake bachale
lutatai duniya meri
teri khudai se kuch nahi manga
maine daata kabhi teri khudai se