jyoti punj ek gagan se chala dhara ki or
chhaya tha jaha paap ka andhkar ghanghor
rishi muni jap tap kare thake pukar
pukar dusat daman ko le rahe vahi
vishnu avtat bandhi gerah me janam
liya or pal bhar vaha na thahra
suno pal bhar vaha na thahra tut
gaye sab taale so gaye dete the jo pehra
so gaye dete the jo pehra aaya amber se
sandes mano vasudev aadesh
aaya amber se sandesh mano vasudev
aades balak le kar jao nanad ji ke daware
ke lila teri tu hi jane teri maya ka na
paya koi par ke lila teri tu hi jane
ke lila teri tu hi jane barkha pawan
chanchala kansh saman darave
kansh saman darave aise me
shishu ko lekar koi bahar kaise jave
koi bhar kaise jave parbhu ka sevak
shesnag dekho jage uske bhag
parbhu ka sevak shesnag dekho jage uske bhag
ke usne fan pe roka barkha ka bhar ke lila teri tu hi jane
teri maya ka na paya koi par ke lila teri tu hi jane
vasudev ji himmat hare dekh chadi
jamuna ko dekh chhadi jamuna ko
chran chumne ki abhilalsa thi yamuna
ko tune pag sukumar diye pani me utar
chhu ke rasta ban gayi jamina ji ki dhar
ke lila teri tu hi jane teri maya ka na paya
koi par ke lila teri tu hi jane
nand ke ghar pahuche yashauda ko bhagaye se
sote paya kanya lekar shishu chhod a to
haye har dil bhar aaya haye har dil bhar aaya koi hanse chahe roye
tu jo chahe vahi hoye koi hanse chahe roye tu jo chahe vahi hoye
sari baato pe tujhe hai aadhikar ke lila teri
tu hi jane teri maya ka na paya koi par
ke lila teri tu hi jane tu hi jane o shama
tu hi jane tu hi jane o shama tu hi jane
sari dunia ke sihri jan haar ke lila teri tu hi jane
teri maya ka na paya koi par ke lila teri tu hi jane
Tere maya ka n paya koi paar ke lela tere tu he jane
jab -jab b suna na jane kese aankhen apne aap nam ho gai
jai shri krishna Ravindra dada ne bahut sundar gaya h
is bhajan mai sri krishna ki leela ka jo varnan kiya gaya he bahut hi acha kya huaa h
Beautifullllllllllll