teri najar se meri najar ka rishta bada puraana

pehli najar mein dil ne mere apna tujhako maana
teri najar se meri najar ka rishta bada puraana
teri najar se meri najar ka rishta bada puraana
teri najar se meri najar ka rishta bada puraana
pehali najar mein dil ne mere apna tujhako maana

tu mila jo mujhe mil gaye do jahaan
tu mila jo mujhe mil gaye do jahaan
teri aaghosh mein hai mera aashiyaan
haan jhumke aaja inn baahon mein kahe yeh dil deewaana
teri najar se meri najar ka rishta bada puraana
pehli najar mein dil ne mere apna tujhko maana

julf ke saaye mein aaj so jaane de
julf ke saaye mein aaj so jaane de
mast aankhon mein tu mujhko kho jaane de
o hota hai jo ho jaaye abb chaahe jalein jamaana
teri najar se meri najar ka rishta bada puraana
pehali najar mein dil ne mere apna tujhko maana
teri najar se meri najar ka rishta bada puraana
ho gayi ek yun apni parchhayiya
ho gayi ek yun apni parchhayiya
gungunaane lagi aaj tanhaayiya
haan mil gaye aise pyaar mein do dil mausam huwa suhaana
teri najar se meri najar ka rishta bada puraana
teri najar se meri najar ka rishta bada puraana
pehli najar mein dil ne mere apna tujhko maana
teri najar se meri najar ka rishta bada puraana
teri najar se meri najar ka rishta bada puraana
teri najar se meri najar ka rishta bada puraana
Its probably just me but I find Karishmaa far more interesting than Sanam Teri Kasam. The songs are stunning with music of RD Burman.