teri raah ke kaato ko
teri raah ke kaato ko palko pe saja lunga
teri raah ke kaato ko palko pe saja lunga
ehsaas ke aangan ko aakash bana lunga
aisa naa kabhi hoga aisa naa karo waada
aisa naa kabhi hoga aisa naa karo waada
dubo naa samundar me
socha naa karo jyaada
aisa naa kabhi hoga
kaato ko phool kar lena
har raah se gujar lena
aasaan nahi mere humdam
kaato ko phool kar lena
har raah se gujar lena
aasaan nahi mere humdam
dekha naa tune dil mera
is dil me hai basar tera
kar le yakin mere humdam
tera yakin karti hu mai
phir bhi kahi darti hu mai
tu hi bata kya karu
aisa naa kabhi hoga aisa naa karo waada
dubo naa samundar me
socha naa karo jyaada
aisa naa kabhi hoga
ho duniya ki baat jaane de
lamha kabhi wo aane de
tujhpe dilo jaan de du
duniya ki baat jaane de
lamha kabhi wo aane de
tujhpe dilo jaan de du
jaan se jahaan hota hai
beimtihaan hota hai
to kyu na mai jaan de du
dil me mere hai tu hi tu
tu justju tu aarju tu hi bata kya karu
teri raah ke kaato ko palko pe saja lunga
ehsaas ke aangan ko aakash bana lunga
teri raah ke kaato ko palko pe saja lunga
teri raah ke kaato ko
Average.