Lyrics of Teri Sharan Pada Hu Data Tu Hi Pita Hai Tu Hi Mata - तेरी शरण पड़ा हूँ दाता तू ही पिता है तू ही माता
teri sharn pada hu data tu hi pita hai tu hi mata
ham sab tere bache bale tu sari duniya ko pale
das bhagat ka hai ye kahna darshan nisdin dete rahna
tere pujan ko bhagvan banau bank mai aalishan

choti si is almari me jab se tere charan pade

teri bhagti ki hai maine jaag ke rate khade khade
chodi ho jaye ye almari
chodi ho jaye ye almari de aisa vardan
tere pujan ko bhagvan banau bank mai aalishan
tere pujan ko bhagvan banau bank mai aalishan
is bhukhe ki bukh mita de is pyase ki pyas bhuja

bhar jaye pet tere darsan se chakkar aisa koi chala
kharch karu to nagd narayan
kharch karu to nagd narayan hai tera apman
tere pujan ko bhagvan banau bank mai aalishan
tere pujan ko bhagvan banau bank mai aalishan
buri hava hai is duniya ki bhagvan bahar mat jana

bhule se kabhi chale gaye to sut ke sath palat aana
sath hamesha lekar jana
sath hamesha lekar jana ye apna darban