ho thanda thanda ho thanda thanda
ho thanda thanda pani nadiya me behta jaye
haye nadiya me behta jaye
ye prem ki aag mere dil me lagaye
ye duniya diwani kare apni manmani
ho o apni manmani
ye duniya diwani kare apni manmani
ho o apni manmani
dar lagta hai mujhko kahin dube na jawani
ho o doobe na jawani
dar lagta hai dar lagta hai mujhko
kahin doobe na jawaani ho o doobe na jawani
chhoti si ye baat chhoti si ye baat
mujhe kaun bataye ho o
chhoti si ye baat mujhe kaun bataye
ye prem ki aag mere dil me lagaye
hoy thanda thanda pani hoy thanda thanda pani
hoy thanda thanda hoy thanda thanda pani
nadiya me behta jaye haye nadiya me behta jaye
ye prem ki aag mere dil mein lagaye
o mere banmali phool khile dali dali
ho o khile dali dali
o mere banmali phool khile dali dali
ho o khile daali dali
mere man ki murad aaj jaye nahi khali
ho o jaye nahin khali
mere man ki murad aaj jaye nahi khali
ho o jaye nahi khali
dil ki lagi dil ki lagi ko ab kaun bujhaye o o
dil ki lagi ko ab kaun bujhaye
ye prem ki aag mere dil me lagaye
hoy thanda thanda pani hoy thanda thanda pani
hoy thanda thanda hoy thanda thanda pani
nadiya me behta jaye haye nadiya me behta jaye
ye prem ki aag mere dil me lagaye