thandi hawa sun kali ghata sun thandi hawa sun kali ghata sun
kisi se na kehna pinjare ko todke ud gayi maina
pinjare ko todke ud gayi maina

bachapan gaya kab aayi jawaani mujhko
kasam main ye bhi na jaani
bachapan gaya kab aayi jawaani mujhko
kasam main ye bhi na jaani
kitne baras beete yu bas kitne baras beete yu bas
aankho mein nindiya na dil mein chaina
pinjare ko pinjare ko todke ud gayi maina
pinjare ko todke ud gayi maina
hairan hone ki ye ghadi hai jaane ye duniya kitni badi

toba meri main dar gayi toba meri main dar gayi
ghabra ke maine meech liye naina
pinjare ko pinjare ko todke ud gayi maina
thandi hawa sun kali ghata sun thandi hawa sun kali ghata sun
kisi se na kehna pinjare ko todke ud gayi maina
pinjare ko todke ud gayi maina
pinjare ko todke ud gayi maina
pinjare ko todke ud gayi maina
anjaan raste main hu akeli ban ja pavan tu meri saheli

lamba safar lagta hai dar lamba safar lagta hai dar
lambe safar mein saath mere rehna
pinjare ko pinjare ko todke ud gayi maina
pinjare ko todke ud gayi maina
thandi hawa sun kalighata sun thandi hawa sun kalighata sun
kisi se na kehna pinjare ko todke ud gayi maina
pinjare ko todke ud gayi maina
pinjare ko todke ud gayi maina
Chanson de mon enfance ahhhhhhhhh :)