suno suno
thare mare naina lad gaye
mane lene ke dene pad gaye
thare mare naina lad gaye
mane lene ke dene pad gaye
are pal do pal ka maja
mili nau mahine ki saza
are pal do pal ka maja
mili nau mahine ki saza
are thare mare naina lad gaye
mane lene ke dene pad gaye
are pal do pal ka maja
mili nau mahine ki saza
o pyari sakhiyo, haye haye
baat meri dhyan me rakhiyo, haye haye
mard ka yakin na kariyo, haye haye
pass wo aaye to dariyo, haye haye
main to dhokha kha gayi, haye haye
tum na dhokhe me aana, haye haye
main to baato me aa gayi, haye haye
tum na baato me aana, haye haye
are haal dekho aise bigad gaye
mane lene ke dene pad gaye
are thare mare naina lad gaye
mane lene ke dene pad gaye
are pal do pal ka maja
mili nau mahine ki saza
usne sadi dilayi, haye haye
use chaat khilayi, haye haye
mujhko film dikhayi, haye haye
kabhi wo laya malai, haye haye
kabhi to wo muskaya, haye haye
kabhi to main sharmayi, haye haye
phir usne pakde kalai, haye haye
mere sabr ke paanv ukhad gaye
mane lene ke dene pad gaye
are thare mare naina lad gaye
mane lene ke dene pad gaye
are pal do pal ka maja
mili nau mahine ki saza
hai aasa dil ka dena
hai mushkil dena bill ka
pani aur bijli ka bill
chukana ho gaya mushkil
bada mahanga hai zamana
hai mushkil ghar chalana
hai mahanga daal aur aata
hai dhandhe me bhi ghata
khub ye hua ghotala
aa gaya aane wala
mujhe jeene ke
mujhe jeene ke laale pag gaye
mane lene ke dene pad gaye
are thare mare naina lad gaye
mane lene ke dene pad gaye
are pal do pal ka maja
mili nau mahine ki saza
Bappi-da oh Bappi-da.