thodi si manchali mai diwani chali
chhodo rasta mujhko jane bhi do
thodi si manchali mai diwani chali
chhodo rasta mujhko jane bhi do
jo chahe karungi ab kisi se na darungi
jo chahe karungi ab kisi se na darungi
suhani zindagi hai chayi bekhudi
yahi umar hai pyar ki
thodi si manchali mai diwani chali
chhodo rasta mujhko jane bhi do
thodi si manchali mai diwani chali
chhodo rasta mujhko jane bhi do
jo mai kahu hawa badal de rasta
mai chal padi kaha hai jane kya pata
jo mai kahu hawa badalde rasta
mai chal padi kaha hai jane kya pata
dekho kya sama hai mausam bhi jawaa hai
aankho me nasha hai baato me maja hai
badi kamal hu mai bemisaal hu
kali hu mai bahar ki
thodi si manchali mai diwani chali
chhodo rasta mujhko jane bhi do
thodi si manchali mai diwani chali
chhodo rasta mujhko jane bhi do
kya mai karu ussi ko dundti nazar
dil ne kaha kahi to hoga humsafar
kya mai karu ussi ko dundti nazar
dil ne kaha kahi to hoga humsafar
mastani huyi mai diwani huyi mai
na koi khabar hai ye kaisa asar hai
kare jo kaam na
koi bataye na dawa mere karar ki
thodi si manchali mai diwani chali
chhodo rasta mujhko jane bhi do
thodi si manchali mai diwani chali
chhodo rasta mujhko jane bhi do
jo chahe karungi ab kisi se na darungi
jo chahe karungi ab kisi se na darungi
suhani zindagi hai chayi bekhudi
yahi umar hai pyar ki
thodi si manchali mai diwani chali
chhodo rasta mujhko jane bhi do
ha chhodo rasta mujhko jane bhi do