mast aankho ko khwab de saki
hasrato ko shabab de saki
rut hasi hain fiza sharabi hain
la mujhe bhi sharab de saki
saki hain rut suhani hain
thodi si peejiye
saki hain rut suhani hain
thodi si peejiye
mahaul pe jawani hain
mahaul pe jawani hain
mahaul pe jawani hain
thodi si peejiye
saki hain rut suhani hain
thodi si peejiye
aisa na ho ke peeke bahkne lage huzur
aisa na ho ke peeke bahkne lage huzur
peena haram hain na peelana haram hain
peene ke baad hosh me aana haram hain
likha hua tha peere muga ki dukan par
kamjraf ko shraab peelana haram hain
ek jaan me gire the kamjraf ladkhada ke
peene gaye the chal ke laye gaye utha ke
peene gaye the chal ke laye gaye utha ke
peene gaye the chal ke laye gaye utha ke
aisa na ho ke peeke bahkne lage huzur
aisa na ho ke peeke bahkne lage huzur
ye may bhaut put
ye may bhaut put
thodi si peejiye
ye may bhaut put
thodi si peejiye
peena bhaut jaruri hain jeene ke waaste
peena bhaut jaruri hain jeene ke waaste
peena bhaut jaruri hain jeene ke waaste
thodi si zindgani hain
thodi si zindgani hain
thodi si peejiye
thodi si zindgani hain
thodi si peejiye
har katre sharab ke, paigame zindagi
har katre sharab ke, paigame zindagi
har katre sharab ke, paigame zindagi
har ghunt me jawani hain
har ghunt me jawani hain
thodi si peejiye
har ghunt me jawani hain
thodi si peejiye
ye bheegi bheegi raat ye rangi sama hasi
ye bheegi bheegi raat ye rangi sama hasi
ye bheegi bheegi raat ye rangi sama hasi
mausam ki meharbani hain
mausam ki meharbani hain
thodi si peejiye
mausam ki meharbani hain
thodi si peejiye
do din ki zindgani hain
do din ki zindgani hain
do din ki zindgani hain
thodi si peejiye
thodi si peejiye
thodi si peejiye
thodi si peejiye