thokar me hai meri sara zamana
baharo se puchho meri kahani
nazaro se puchho mera fasana
nazaro se puchho mera fasana, fasana
thokar me hai meri sara zamana
baharo se puchho meri kahani
nazaro se puchho mera fasana
nazaro se puchho mera fasana, fasana
thokar me hai meri sara zamana
thokar me hai meri sara zamana
humne duniya me aake bas do hi to kam kiye
humne duniya me aake bas do hi to kam kiye
yaar se to yari nibhayi badle dushman se khoob liye
seekha hai humne jalke jalana
seekha hai humne jalke jalana, jalana
thokar me hai meri sara zamana
baharo se puchho meri kahani
nazaro se puchho mera fasana
nazaro se puchho mera fasana, fasana
thokar me hai meri sara zamana
thokar me hai meri sara zamana
sabki sun li lekin kiya wahi jo man me aaya
sabki sun li lekin kiya wahi jo man me aaya
phoolon se bachkar nikle aur kanton ko gale lagaya
isiliye duniya ne shehjada mana
isiliye duniya ne shehjada mana
thokar me hai meri sara zamana
baharo se puchho meri kahani
nazaro se puchho mera fasana
nazaro se puchho mera fasana, fasana
thokar me hai meri sara zamana
thokar me hai meri sara zamana