too meree aarju, too meree justju
too hee woh ladkee hai, jo mere khwabo me aatee thee
meree jawan tanhaiyo ko sajake jatee thee
too meree aarju, too meree justju
tere yeh tarashe shokh badan ko taj mahal kehta
shayar mai hota agar toh tujhpe ghazal kehta
kam lagtee hain mai teree tareef karu jitnee
too naa jane dhadkano me chahat hai kitnee
too meree aarju, too meree justju
too hee woh ladkee hai, jo mere khwabo me aatee thee
meree jawan tanhaiyo ko saja key jatee thee
lamha lamha too mere ehsas me rehtee hai
dur bhee jake too hamesha pas me rehtee hai
too meraa aaghaj bhee hain tujhse meraa anjam
jismo jaha pe mene likha sirf teraa hee nam
too meree aarju, too meree justju
too meree aarju, too meree justju
too hee woh ladkee hai, jo mere khwabo me aatee thee
meree jawan tanhaiyo ko sajake jatee thee
too meree aarju, too meree justju