tu mile dil khile aur jine ko kya chahiye
tu mile dil khile aur jine ko kya chahiye
na ho tu udas tere pas pas mai rahunga zindagi bhar
na ho tu udas tere pas pas mai rahunga zindagi bhar
sare sansar ka pyar maine tujhi me paya
tu mile dil khile aur jine ko kya chahiye
tu mile dil khile aur jine ko kya chahiye
chanda tujhe dekhne ko nikala karta hai
aaina bhi o didar ko tarsa karta hai
itni hansi koi nahi, itni hansi koi nahi
husan dono jahan ka ek tujhme simat ke aaya
tu mile dil khile aur jine ko kya chahiye
tu mile dil khile aur jine ko kya chahiye
darling, every breath you take every move you make
i will be there what will i do without you
i want to love you forever and ever and ever
pyar kabhi o marta nahi hum tum marte hain
hote hain vo log amar pyar jo karte hain
jitni ada utani vafa, jitni ada utni wafa
ik nazar pyar se dekh lo phir se zinda kardo
tu mile dil khile aur jine ko kya chahiye
tu mile dil khile aur jine ko kya chahiye
na ho tu udas tere pas pas main rahunga zindagi bhar
na ho tu udas tere pas pas main rahunga zindagi bhar
sare sansar ka pyar maine tujhi me paya
tu mile dil khile aur jine ko kya chahiye
tu mile dil khile aur jine ko kya chahiye

michael cretu,german singer is the founder and leader of the musical group
enigma, who started musical career in 1983, enigma,s albums released from
1991 to 1995 mostly.age of lonelyness is 1 of their most famous songs which
was rewarded by award.theme of this hindi song certainly taken from age of
lonelyness,but adopted for this song ,i mean,not copy.age of lonelyness was
also stolen from an african cultural song for which enigma faced problem.
for the melody of the song it was used worldwide.