tu sapna hai ya hakikat hai mujhko bata
tu sapna hai ya hakikat hai mujhko bata
tu tohfa hai ya inayat hai mujhko bata
aisa lagat hai maine kahi
aisa lagat hai maine kahi
pehle bhi hai tujhe dekha
tu sapna hai ya hakikat hai mujhko bata
tu tohfa hai ya inayat hai mujhko bata
hasin wadiyo ki khushbu hai tu
parvat ke jharno ki jhar jhar hai tu
rangin fijao ka chhalka nasha
dilkash najaro ka jadu hai tu
tu manjil hai ya karvan
pehle bhi hai tujhe dekha
tu sapna hai ya hakikat hai mujhko bata
tu tohfa hai ya inayat hai mujhko bata
ghata hai ke julfe pareshan hai tu
adao se khud apni nadan hai tu
tu chand jo rat roshan kare
tamanna bhi tu dil ka arman bhi tu
tu hai pari ya apasara
tu geet hai ek madbhara
pehle bhi hai tujhe dekha
tu sapna hai ya hakikat hai mujhko bata
tu tohfa hai ya inayat hai mujhko bata
aisa lagta hai maine kahi
aisa lagta hai maine kahi
pehle bhi hai tujhe dekha
tu sapna hai ya hakikat hai mujhko bata
tu tohfa hai ya inayat hai mujhko bata