tore bol rasile sanwariya 
more naino ke beech samaay gaye hoye
tore nain 
tore bol tore bol ki bheenge saanwariya 
more saanso ko geet banaye gaye ho tore bol 
naino ke beech sama ke sajan more mat jaiyo 
mat jaiyo kasam mori mat jaiyo 
naino ke beech sama ke sajan more mat jaiyo 
mat jaiyo kasam mori mat jaiyo 
tohe meri kasam hai meri kasam hai saajaniya 
saajaniya tum apni kasam mat jaiyo 
tum apni kasam mat khaiyo ho ho 
wo dekh phool sarmaye gaye
wo dekh phool sarmaye gaye tore bol tore nain 
tore bol tore bol surile saanwariya 
more saanso ko geet banaay gaye ho tore bol
more saanaso ko geet banaye gaye ho tore bol 
nain milake chood gaye the kyun
nain milake chood gaye the kyun
dil ka nata tod gaye the kyun
dil ka nata tod gaye the kyun mohe yaad sataye tori 
yaad sataye tori aaja balma ghar aaja 
aaja baalam ghar aa aa aa 
wo dekh badalwa chhaye gaye
wo dekh badalwa chhaye gaye tore nain tore bol 
tore nain rasile sanwariya more naino se 
geet sunaye gaye ho tore nain 
tore bol
 
What a fine way to wish one a happy birth day in terms of dedicating a song
of choice by way of gift to Rehma ,who deserves rightly to it This song
from Dekho Ji 1947,produced by Punjab .F.Corporation,directed and song
penned by veteran Wali Sahib,Composed by duo Musician,Tufail Farooqi
Shaukat Hussain Delhvi(Nashad)beautifully sung by G.M.Durrani and Shamshad
Begum,Cast Mumtaz Shanti, Haroon, Anjum, and Shahzadi Khatoon ,contin----