husan pe jaan chhidakne walo 
ada ada pe aah bharne walo 
husn ki jubaan bhi samjho yaro
husn ko dekhkar rang na badlo yaaro 
tauba tauba meri tauba 
arey tauba tauba meri tauba tauba tauba meri tauba 
tauba tauba teri tauba tauba tauba teri tauba 
kaali kaali dilkashi aankhe ujali ujali inki baaten 
kaali kaali dilkashi aankhe ujali ujali inki baaten 
lage na najar ka jal karna inko ghunghat mein rakhna 
tauba tauba teri tauba tauba tauba teri tauba 
tauba tauba teri tauba tauba tauba teri tauba 
tu dost hai to nasiyat na kar khuda ke liye 
mera zameer bhut hai meri saza ke liye 
jo rang roop pe fida hua fida hua fida hua 
wo ulfat mein gumshuda hua gumshuda hua gumshuda hua 
jo rang roop pe fida hua wo ulfat mein gumshuda hua
tu rang roop pe fida hua 
ho kabhi ishq kisi se tum bhi karo 
ishq hai kya mahsoos karo 
ho jaye tumko bhi yakeen 
ho jaye tumko bhi yakeen 
tauba tauba meri tauba 
arey tauba tauba meri tauba tauba tauba meri tauba 
tauba tauba teri tauba tauba tauba teri tauba 
tauba re tauba teri tauba tauba re tauba teri tauba 
do pal ko kabhi tanha mil tanha mil tanha mil 
teri meri jo bhi hai mushkil hai mushkil hai mushkil 
do pal ko kabhi tanha mil teri meri jo bhi hai mushkil
milkar hum suljha lenge tujhe dekh ke idd mana lenge 
tauba tauba meri tauba 
arey tauba tauba meri tauba tauba tauba meri tauba 
darde judai cheez hai kya ho ke juda humne jana 
ke aise gujre tum bin mere pal 
tumse milkar hai tumhe batana 
tujhe dekh dekh ke jeete hai jeete hai jeete hai jeete hai 
zakhame jigar hum site hai site hai site hai site hai 
tu yaad kare ya naa kare tu yaad kare ya naa kare 
jaanam teri marzi kya 
tauba tauba meri tauba 
tauba tauba teri tauba tauba tauba meri tauba 
arey tauba tauba meri tauba tauba tauba meri tauba 
tauba re tauba meri tauba tauba re tauba meri tauba 
