tum aaye is janta me samta aur mamta ki jot jagaye 
baba saheb vishwratn mahamanv tu bodhisatv 

sanghrsh se tune badli kahani manvta ke 
tu hai jinda nishani
sanghrsh se tune badli kahani manvta ke 
tu hai jinda nishani
tufan tu vidwaan tu dhara virudh tera balibaan tu 
todi mano ki diware 
baba saheb vishwratn mahamanv tu bodhisatv 
baba saheb vishwratn mahamanv tu bodhisatv 
likhi aesi ghatna kahi bhi na ho 
jisme anyay vismta garibi na ho 
likhi aesi ghatna kahi bhi na ho 
jisme anyay vismta garibi na ho 
budhi ka uncha samman tu hum tere lulare dayawan tu 
jiwan humare saware 

tu bodhisatv