tu jo dil leke mere pichhe pichhe aayega
tu jo dil leke mere pichhe pichhe aayega
dekhna muhalle me ghotala ho jayega
dekhna oye oye dekhna
tu jo dil leke mere pichhe pichhe aayega
dekhna muhalle me ghotala ho jayega
dekhna oye oye dekhna
o kya karu mai lage tera mukh bada
khub re khub re, mukh bada khub re
o mai kya janu jake kisi bawadi me
dub re dub re, bawadi me dub re
bawadi ka pani matiyala ho jayega
bawadi ka pani matiyala ho jayega
dekhna muhalle me ghotala ho jayega
dekhna oye oye dekhna
tu jo dil leke mere pichhe pichhe aayega
dekhna muhalle me ghotala ho jayega
dekhna oye oye dekhna
tu jo mere ghar aaye to dungi mai gali
tu jo mere ghar aaye to dungi mai gali
daro mere bhai se wo bada hai mavali
tera bhai
tera bhai wo to mera sala ho jayega
tera bhai wo to mera sala ho jayega
dekhna muhalle me ghotala ho jayega
dekhna oye oye dekhna
hota hai to hone de mohalle me ghotala
sali ko bula le chahe sale ko bula la
nakhre me
nakhre me sabke masala ho jayega
dekhna muhalle me ghotala ho jayega
dekhna oye oye dekhna
shadi mujhse karni hai to mujhe na batao
jake meri maiya ko bato me fasao
sau rupaye pagar ho to doso batao
ghar me mere aane se ujala ho jayega
ghar me mere aane se ujala ho jayega
mere ma aur bap ka diwala ho jayega
dekhna oye oye dekhna
tu jo dil leke mere pichhe pichhe aayega
dekhna muhalle me ghotala ho jayega
dekhna oye oye dekhna
Film cast: Ajit, Nigar Sultana, Pran, Agha, Hiralal, Yashodhara Katju
Singer: Lata Mangeshkar, Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Rajkumari, Shamshad
Begum, Trilok Kapoor
Lyricist: Ehsan Rizvi, Rajendra Krishan, Anjum Jaipuri, Raja Mehdi Ali Khan
Music Director: K Dutta
Film Director: Nanubhai Bhatt