tu kaun si badli me mere chand hai aa ja
tu kaun si badli me mere chand hai aaja
tare hai mere jakhme jigar in me sama ja
tare hai mere jakhme jigar in me sama ja
tu kaun si badli me mere chand hai aaja
dil dhund raha hai dil dhund raha hai
ke mera chand kaha hai
dil dund raha hai dil dund raha hai
ke mera chand kaha hai
choti si jhalak de ke meri id banaja
choti si jhalak de ke meri id banaja
tare hai mere jakhme jigar in me sama ja
tare hai mere jakhme jigar in me sama ja
tu kaun si badli me mere chand hai aaja
pehlu me liye
haye pehlu me liye baithi hu mai
dard bhara dil pehlu me liye
haye pehlu me liye baithi hu mai
dard bara dil mar jau ya jiti rahu
ye to bata ja mar jau ya jiti rahu
ye to bata ja tare hai mere jakhme jigar
in me sama ja
tare hai mere jakhme jigar in me sama ja
tu kaun si badli me mere chand hai aaja
tare hai mere jakhme jigar in me sama ja
tu kaun si badli me mere chand hai aaja
I was a just born child at the time of this song but I distinctly remember this song as my elder brthers used to sing this song and I do like and love this melody. Perhaps it has Raag Patadeep as its base.