tu kya jane, tu kya jane, tu kya jane, tu kya jane
tu bin dil bin jazbat alla jane mere ji ki bat tu kya jane
tu bin dil bin jazbat alla jane
bhuli nahi abhi chadani rate bhuli nahi teri pyari batey
tujh bin yeh din nahi bhatey kya bataye hum
koi khile khile sapne salone bas gaye ho jo kone kone
ban gaye jazbaat khilone diltade par tu kya jane
unki adat hi hai wo to, unki adat hi hai wo to
unki fitrat hi hai wo to khelte hai khel ke phir tod dete hai
unki adat hi hai wo to khelte hai khel ke phir tod dete hai
ya to tum hi mere dil ko patthar kar do ji
ya to tum hi mere dil ko patthar kar do ji
tu kya jane, tu kya jane, tu kya jane, tu kya jane
tu bin dil bin jazbaat allah jane mere ji ki bat tu kya jane
tu bin dil bin jazbaat allah jane
guzre hain yuhi saal mahine keh diya ankhon ki nami ne
pade mere halat sabhi ne tumhi jane na
kar diya dil tar tar hai bas tir ab aar paar hai
sar pe ab zid sawar hai jag hare main haaru na
tu kya jane, tu kya jane, tu kya jane, tu kya jane
tu bin dil bin jazbat alla jane mere ji ki bat tu kya jane
tu bin dil bin jazbat alla jane
bhuli nahi abhi chandani ratein bhuli nahi teri pyari batey
tujh bin yeh din nahi beete kya bataye hum
koi khile khile sapne salone bas gaye ho jo kone kone
ban gaye zazbat khilone diltade par tu kya jane
diltade par tu kya jane
tu kya jane, tu kya jane
mere ji ki bat tu kya jane tu bin dil bin jazbat
The video is awesome ,the teenager boy is actually the symbolic lover who
used to exist in the man when they first met[the little gal in the audience
is her old self] but with time their love has lost its former glory and
unfortunately the man has become philander who used to be an innocent
enthusiastic boy, at the end the woman left her lover but the teenager boy
waiting in the bus symbolizes the fact that the love still remains in the
woman's heart which the man will never know.