ishk pyar mohabbat mulakate
wo baate, bahut si yaade
tu kya jane teri yaado teri baato ne
kiya hai kya asar, ab ji naa paau tere bin
tu kya jane teri yaado teri baato ne
kiya hai kya asar, ab ji naa paau tere bin
laut aayi fir tanhayi jab se yaade teri aayi
sang bitayi thi jo raate aur wo din
ki tu hi ab ye bata kaha jaau
o sajna re tere bin ji naa paau
ji naa paau, ji naa paau
tu kya jane teri yaado teri baato ne
kiya hai kya asar, ab ji naa paau tere bin
teri yaade wo baate
wo teri meri mulakate jo humko sataati re
teri aankho ki narmi, wo baaho ki garmi
jo mujhko rulaati re
yu din bite saal, khwabo me bas tera khayal
kabhi to aa mere dildar mujhse puch tu mera haal
bin tere mere yaar ek ek lamha jaise saal
teri yaado ko meri yaado me, meri aankho me
meri saanso me, meri dil dhadkan
meri ruh me maine rakha hai sambhal
mujhse kehte mere yaar yaha bikte hai ji pyar
tujhme dekha tha maine mera saara sansar
teri aankhe nashili, teri baate namkin
teri zulfo ki chhao me meri duniya thi ye hasin
mujhe aaj bhi hai yaad teri jism ki mehak
kya tujhko hai yaad mai tha tera dahek
teri hi yaado me, teri hi baato me dube rahe dil mera
tujhko hi mange hai, tujhko hi puche hai tu mere dil ki dua
teri hi yaado me, teri hi baato me dube rahe dil mera
tujhko hi mange hai, tujhko hi puche hai tu mere dil ki dua
tere bina dil na mera rahe, sunle zara jo ye tujhse kahe
sunle zara jo ye tujhse kahe
mere jaana fir dobara laut aana
tujhko paana hai zaruri, tu hai dil ka sahil
mere jaana fir dobara laut aana
tujhko paana hai zaruri, tu hai dil ka sahil
chhu le zara sa kabhi jo tu mujhko mai zinda hu ehsas ho
lab pe hasi meri, dil me khushi hoti jab jab bhi tum paas ho
chhu le zara sa kabhi jo tu mujhko mai zinda hu ehsas ho
lab pe hasi meri, dil me khushi hoti jab jab bhi tum paas ho
tu jo mila to khudayi mili, tu jo gaya to judai mili
tu jo gaya to judai mili
is judai aur tanhayi se rihai hogi bhi ya
ab yahi hai mere dil ki manzil
is judai aur tanhayi se rihai hogi bhi ya
ab yahi hai mere dil ki manzil