tujhse phir main dil lagana chahta hu
tujhse phir main dil lagana chahta hu 
ek dhokha aur khana chahta hu 
tujhse phir main dil lagana chahta hu 
aa tujhe baahon mein bhar pyar kar lu 
yu hasino se to damen ko bachana chahiye 
yu hasino se to damen ko bachana chahiye 
halki barish ho to thoda bhig jana chahiye 
aa tujhe baahon mein bhar pyar kar lu 
teri aankhon ka samander paar kar lu
aa ji bhar ke tera didar kar lu 
main nashe mein doob jana chahta hu 
tujhse phir main dil lagana chahta hu 
dekhne wala tujhe ho jaye pagal 
jhil ho aankhe ho ya gahra samandar jo mile 
jhil ho aankhe ho ya gahra samandar jo mile 
dubne mein fayada hai dub jana chahiye
dekhne wala tujhe ho jaye pagal 
jaise khushboo jaise titli jaise baadal 
maar dalega teri aankhon ka kajal 
tere hathon zahar khana chahta hu 
tujhse phir main dil lagana chahta hu
ghar se mat nikla karo itna sawar kar 
hoshiyari dile naadan bahut karta hai
hoshiyari dile naadan bahut karta hai
husan walo ka ye armaan bahut karta hai 
ghar se mat nikla karo itna sawar kar 
log rah jate hai apna dil pakadkar 
ab na dekhe tumko koi aankh bhar kar 
is tarah dil mein chhupana chahta hu 
is tarah dil mein chhupana chahta hu 
ek dhokha aur khana chahta hu 
tujhse phir main dil lagana chahta hu 
