tujhe kya khabar mere humsafar
mera marhala koi aur hai
tujhe kya khabar mere humsafar
mera marhala koi aur hai
mujhe manzilo se gurez hai
mera raasta koi aur hai
tujhe kya khabar mere humsafar
mera marhala koi aur hai
meri chahto ko na puchhiye
jo mila talab ke siwa mila
meri chahto ko na puchhiye
jo mila talab ke siwa mila
meri daasta hi ajib hai
mera masla koi aur hai
tujhe kya khabar mere humsafar
mera marhala koi aur hai
wo rahim hai, wo karim hai
wo nahi ke julm sada kare
wo rahim hai, wo karim hai
wo nahi ke julm sada kare
hai yaki zamane ko dekhkar
ke yaha khuda koi aur hai
tujhe kya khabar mere humsafar
mera marhala koi aur hai
main chala kahan se khabar nahi
ke safar me hai meri zindagi
main chala kahan se khabar nahi
ke safar me hai meri zindagi
meri ittada kahin aur hai
meri inteha kahin aur hai
tujhe kya khabar mere humsafar
mera marhala koi aur hai
mera naam darshan-e-khastatan
mere dil me hai koi zofigan
mera naam darshan-e-khastatan
mere dil me hai koi zofigan
main hu gum kisi ki talash me
mujhe dhundhta koi aur hai
tujhe kya khabar mere humsafar
mera marhala koi aur hai
mujhe manzilo se gurez hai
mujhe manzilo se gurez hai
mera raasta koi aur hai
tujhe kya khabar mere humsafar
mera marhala koi aur hai
Surely it is one of the best of Ghulam Ali saab