tujhse hai kaun haseen
tujhse hai kaun haseen chand se jab pucha gaya
haye tujhse hai kaun hassen chand se jab pucha gaya
usne sharma ke zara mujhse tera naam liya
tujhse hai kaun haseen
bagon mein hai phool khile dekho ye bahare aai
mehek utha hai chaman khushboo ye hawaen laai
inn nazaron se hasi tera har jalwa sanam
tujhko dekha to nazaron ne bhi dil tham liya
tujhse hai kaun haseen
tujhse hai kaun haseen chand se jab pucha gaya
haye tujhse hai kaun hassen
aise bethe hai sanam jaise koi baat nahi
paas hoke bhi mere phir bhi mere paas nahi
teri aankhon mein ruka mehka sa dar hai sanam
apni aankhon se tune kyun naa koi jaam diya
tujhse hai kaun haseen
tujhse hai kaun haseen chand se jab pucha gaya
usne sharmaa ke zara mujhse tera naam liya
tujhse hai kaun haseen chand se jab pucha gaya
haye tujhse hai kaun hassen