tere chehre se ab na meri nazar hatti hai
teri duaon me shamil meri dua rehti hai
tujhse kahan juda hun mai tujhse kahan juda hun mai
ek tujhpe hi fana hun mai tujhse kahan juda hun mai
tere chehre se ab na meri nazar hat-ti hai
teri duaon mein shamil meri dua rehti hai

mukhtasar mulakate umar bhar ki bechaini
tere ishq ne aksar rahate aksar chhini
jo keh na saki wo kahani hai tu
meri mukammal zindaghani hai tu
tere chehre se ab na meri nazar hat-ti hai
teri duaon me shamil meri dua rehti hai
tujhse kahan juda hun mai tujhse kahan juda hun mai
ek tujhpe hi fana hun mai tujhse kahan juda hun mai
bakhuda meri manzil rasta hai mera tu
mere dil ki jannat ka sham aur savera tu
mauzood hai meri tu har saans me
tu hai tu bas har ehsas me